Aye chaand karbala ke Aye chaand karbala ke tu ne to dekhay hongay.Utray thay is zameen par arsh-e-bareen ke taaray.Aye chaand karbala ke. 1. Aye chaand jalwa gar hai Hashim ka chaand yaa par.Khairaat roshni ki le leejiyo yahan se.Aye chaand karbala ke … 2. Aye chaand is zameen par …
Read More »Dekha Jab Baap Ka Laasha – Mir Hasan Mir 2017
Dekha jab baap ka laasha to Sakina royi (x2). Shimr ne maara jo durra (x2) to Sakina royi. Dekha jab baap ka laasha to Sakina royi. 1. Minnatain karti rahi chor de baba ko mere (x2). Shimr ne haath na roka (x2) to Sakina royi. Dekha jab baap ka… 2. …
Read More »Abbas Kahan Ho – Ali Raza Rizvi
Kehtay thay shah-e-deen. Mere Abbas Kahan Ho. Abbas Kahan Ho (x2). 1. Tanhan hoon khada dasht-e-bala mein baraadar. Dekho zara aa kar (x2). Paala jinhain naazon se. Sotay hain kahan woh. Abbas Kahan… (x2) 2. Dikhta nahi ab aankhon se har su hai andhera. Dam rukta hai mera (x2). Deta …
Read More »Rona Ae Apni Aqbat – Ustad Pyare Khan 2008-09 – Heartwarming Salaam
Rona ae apni aqbat layi. Zainab te koi ehsaan nai (x2).Jeda gham-e-Shabbir ich nai ronda. Hai aadmi par insaan nai. 1. Na faujaa kolo dar bachdi. Aa jaldi der na kar bachdi.Ajj sam babay de seenay te. Aajjay shaam wala zindaan nai.Rona ae… 2. Naanay da deen bachaawan layi. Tauheed …
Read More »Gham-e-Hussain Ka Maksad – Ustad Pyare Khan 2008-09 – Heartbreaking Salaam
Gham-e-Hussain Ka Maksad Gham-e-Hussain ka maksad badal nahi sakta (x2).Khayaam jal gaye paigaam jal nahi sakta.Gham-e-Hussain ka. 1. Ye baat bhool gaye dushman-e-Abu Talib (x2).Rasool kufr ke daaman mein pal nahi sakta. 2. Hussain zinda hai jab tak zamana baaki hai (x2).Yazeediat ka shajar phool phal nahi sakta. 3. Wo …
Read More »Chala Hai Karbala Ko – Ustad Pyare Khan 2009-10
Chala hai karbala ko kaarwan… aahista aahista (x2)Alam ki chhaa rahi hai badriyaan… aahista aahista.Chala hai karbala… 1- Ali Akbar jawaani ki kasam mur kar zara dekho (x2).Chali aati hai peechay peechay maa… aahista aahista (x2).Chala hai karbala ko karwaan… aahista aahista. 2- Pidar ki kuwwat-e-bardasht ka tha dhiaan Akbar …
Read More »Zindaa’n mein Sakina ye buka – Naeem Abbas Rufi
Zindaa’n mein Sakina ye buka karti thi ro kar (x2). Dum ghut-ta hai amma mera. Ab yaa se chalo ghar. Zindaa’n mein Sakina ye buka… 1. Kya andhera hai sujhayi nahi deta kuch bhi (x2). Haath rakhta nahi amma mere sar par koi. Aur chund roz mein mar jaoongi main ghut …
Read More »Siskiyan Khaimo Se (Salaam) – Syed Raza Abbas Zaidi
Siskiyan Khaimo Se Hai Sakina Hai Sakina Na ro Sakina Siskiyan khaimo se kis ki aa rahi hai aye Hussain (x2). Kya Sakina ko behan behla rahi hai aye Hussain. 1. Aayainge Abbas paani le ke darya se abhi (x2). Bint-e-Haider sab ko ye batla rahi hain aye Hussain (x2). …
Read More »Khol De Bediyaan (Salaam) – Syed Raza Abbas Zaidi
Jo qaid ho ke chala kaarwan-e-Aal-e-Nabi. Nazar Sakina ki Sajjad-e-na tawaan pe padi. Ke taaziyanay bhi jis ko laga rahay thay shaki. Tadap ke is tarhan shimr-e-layeen se kehnay lagi. Khol de bediyaan bhai beemar hai (x2). 1. Soch behr-e-Khuda ye hai Aal-e-aba (x2). Yuun na durray laga bhai beemar …
Read More »Din Dhal Raha Hai (Salaam) – Syed Raza Abbas Zaidi
Din dhal raha hai pyasi Sakina udaas hai (x2). Mashk-o-Alam ki ab bhi yateemon ko aas hai. 1. Dum ghut raha hai laut ke aa jao ab chacha. Asghar ko teen roz se paani nahi mila. Bachay sisak rahay hain kayi din ki pyaas hai (x2). 2. Rahwaar se Sakina …
Read More »