Tag Archives: Hazrat Abbas (A.S)

Ammu Bhi Gaye – Nadeem Sarwar 1983

Ammu Bhi Gaye - Nadeem Sarwar - 1983

Ammu Bhi Gaye Jis dum jalay khayaam-e-Shehanshaah-e-behr-o-bar. Aik bachi nikli khaimay se us dum barhaina sar. Jalta tha daaman aag se kapday thay khoo mein tar. Maqtal ki simt rukh kiye jaati thi noha gar. Sab ran mein ja ke reh gaye tanha hamain kiya. Aada ne cheeni chaadarain. Khaima …

Read More »

Abbas Kahan Ho – Ali Raza Rizvi

Abbas Kahan Ho - Ali Rizvi Sachay

Kehtay thay shah-e-deen. Mere Abbas Kahan Ho. Abbas Kahan Ho (x2). 1. Tanhan hoon khada dasht-e-bala mein baraadar. Dekho zara aa kar (x2). Paala jinhain naazon se. Sotay hain kahan woh. Abbas Kahan… (x2) 2. Dikhta nahi ab aankhon se har su hai andhera. Dam rukta hai mera (x2). Deta …

Read More »

Kaash Abbas Na Maaray Jaatay – Agha Talib Hasan

Kaash Abbas Na Maaray Jaatay - Agha Talib Hasan

Kaash Abbas na maaray jaatay (x2). Kaash Abbas na maaray jaatay (x2). 1- Donoan baazu ko shehanshah-e-wafa ke thamay. Laash-e-Abbas pe Shabbir buqa kartay thay. Re bhai tum saath hamaray jaatay. Kaash Abbas… Kaash Abbas na (x2). 2- Aaj bhi aati hai ye qabr-e-Sakina se sada. Aye chacha laati na zindaan mein yun hum ko qaza. Saath agar hum bhi tumharay jaatay. Kaash Abbas… …

Read More »

Tu Na Aaya Ghazi – Mir Hasan Mir

Tu Na Aaya Ghazi - Mir Hasan Mir

Jab rida sar se chini main sada deti rahi. Tu na aaya Ghazi. Aal-e-Imran kahan aur zindan kahan. Ye behan qaid hui. Tu na aaya Ghazi… Jab rida sar… 1. Hum ko paani na milay teri khusbu to rahay. Tere baazu na katain chahay mashkeeza chiday. Ye magar ho na saka tere baazu hain juda. Mujh pe hai tashnalabi. Tu …

Read More »