Tag Archives: Muharram

Tu Na Aaya Ghazi – Mir Hasan Mir

Tu Na Aaya Ghazi - Mir Hasan Mir

Jab rida sar se chini main sada deti rahi. Tu na aaya Ghazi. Aal-e-Imran kahan aur zindan kahan. Ye behan qaid hui. Tu na aaya Ghazi… Jab rida sar… 1. Hum ko paani na milay teri khusbu to rahay. Tere baazu na katain chahay mashkeeza chiday. Ye magar ho na saka tere baazu hain juda. Mujh pe hai tashnalabi. Tu …

Read More »

Haaye Haaye Qasim – Nadeem Sarwar

Haaye Haaye Qasim - Nadeem Sarwar

Haaye Haaye Qasim haaye Qasim (x2). Haaye Haaye Qasim haaye Qasim (x2). Qaidi ban kar paaband-e-rasand laashon se jo guzray ahl-e-haram. Har bibi apnay pyaaron se hoti thi vida karkay maatam. Ek bibi Fatima bint-e-Hasan pamaal badan Qasim ki behan. Kisi ek jaan se rukhsat na hui (x2). Tukdon mein …

Read More »

Bano Kahan Talash Karay – Nasir Zaidi 1990-91

Bano Kahan Talash Karay - Nasir Zaidi

Bano Kahan Talash Karay Bano kahan talash karay apnay laal ko (x2)Jungle mein maar daala hai Zehra ki aal ko.Bano kahan talash… 1. Zainab ke saath roti hain sab mil ke bibiaan (x2).Jab dekhti thi roz woh waqt-e-zawaal ko.Bano kahan talash karay… 2. Shabbir dil ko thaam ke ghash kha ke gir paday (x2).Dekha jo khoon mein gark Nabi ke jamaal ko…Bano kahan talash …

Read More »

Sughra Ko Rulata Hai – Hasan Sadiq 1998-99

Sughra Ko Rulata Hai - Hasan Sadiq

Sughra Ko Rulata Hai Sughra ko rulata hai ye chaand muharram ka.Sughra ko rulata hai ye chaand muharram ka (x2).Jab saamnay aata hai (x2). Ye chaand muharram ka. Sughra ko rulata hai… Hum surat-e-Zehra se bhai ke bichadnay ki.Khatoon-e-qayamat ke ghar baar ujadnay ki.Ghar baar ujadnay ki.Rudaad sunata hai. Ye chaand …

Read More »