Thi Dusri Jo Dasht Mein – Syed Izhar Hussain Fatepuri

تھی دوسری جو دشت میں داخل ہوۓ اِمام

اور تیسری کو آنے لگی سب سپاہِ شام

چوتھی کو شِمر کے ہوئ آنے کی دھوم دھام

اور پانچویں کو بھَر گیا لَشکر سے بَن تمام

نَرغا ہوا چَھٹی سے شَہِ مَشرَقین پر

ہَفتُم سے بَند ہو گیا پانی حُسین پر

تھی دوسری۔۔۔

Thi dusri jo dasht mein daakhil huay Imam.
Thi dusri jo dasht mein daakhil huay Imam.
Aur teesri ko aanay lagi sab sipah-e-shaam.

Chauthi ko shimr ke hui aanay ki dhoom dhaam.
Aur paanchween ko bhar gaya lashkar se ban tamam.

Narga hua chhatti se shah-e-mashraqain par.
Haftum se band ho gaya paani Hussain par.

Thi dusri.

Check Also

Muddat Ke Baad Aaye - Syed Izhar Hussain Fathepuri 2010

Muddat Ke Baad Aaye (Soz) – Izhar Hussain Fathepuri 2010

Muddat Ke Baad Aaye Madinay Mein Sogwaar Muddat ke baad aayay Madinay mein sogwaar (x2)Kuch …

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.