Bhare Darbar Mein Roti Rahi Khadi Zehra
Recited by Mir Hasan Mir · ·views·recited·Available offline
اردو
بھرے دربار میں روتی رہی کھڑی زہراؑ
نہ جانے کس طرح حق مانگتی رہی زہراؑ
سند کے ٹکڑے ہوا میں اُڑا کے ہنسنے لگا
رسولؐ زادی سے گستاخ ایسے کہنے لگا
بتا وہ کون سی جاگیر ہے تیری زہراؑ
حسنؑ حُسینؑ سے سچے گواہ بھی جھٹلائے
رُلا کے بی بی کو ظالم ذرا نہ شرمائے
بھلا نہ پائے گی اُمت کی بے رُخی زہراؑ
یہ اُس کی بیٹی ہے جس نے دو لخت چاند کیا
وہ جس کے نور نے ہر روشنی کو ماند کیا
اِسے ستاؤ نہ دُکھیاری ہے بڑی زہراؑ
نبیؐ کے بعد یہ کیا ہو گیا زمانے کو
کیوں کلمہ گو ہیں چلے تیرا گھر جلانے کو
سہے گی کس طرح تو یہ ستمگری زہراؑ
سیاہ بال جو ماں کے سفید تر دیکھے
توقیرؔ کیسے کہوں بیٹیوں نے سر پیٹے
گئی تھی جس طرح گھر ہے تھکی تھکی زہراؑ
شاعر: توقیر کمالوی
Roman Urdu
Bharey darbaar mein roti rahi khadi Zehraؑ
Na jaane kis tarah haq maangti rahi Zehraؑ
Sanad ke tukdey hawa mein uda ke hansne laga
Rasoolؐ zaadi se gustaakh aise kehne laga
Bata woh kaun si jaageer hai teri Zehraؑ
Hasanؑ Hussainؑ se sachey gawah bhi jhutlaaye
Rula ke Bibi ko zaalim zara na sharmaaye
Bhula na paaye gi ummat ki be-rukhi Zehraؑ
Yeh us ki beti hai jis ne do lakht chaand kiya
Woh jis ke noor ne har roshni ko maand kiya
Isey sataao na dukhiyaari hai badi Zehraؑ
Nabiؐ ke baad yeh kya ho gaya zamaane ko
Kyun kalma go hain chaley tera ghar jalaane ko
Sahey gi kis tarah tu yeh sitamgari Zehraؑ
Siyah baal jo maa ke safeed tar dekhey
Tauqeer kaise kahoon betiyon ne sar peetey
Gayi thi jis tarah ghar hai thaki thaki Zehraؑ
Shayar: Tauqeer Kamalvi
Spotted a mistake in this kalaam — a wrong line, reciter or spelling? Suggest a correction
JazakAllah for reciting it. If this archive has served your majlis, a small sadaqah jariyah keeps it free for the next one.
Related Kalaam
توڑ کے بندِ کفن مجھ کو بُلا لو امّاں
Tod Ke Band e Kafan Mujhko Bula Lo Amma
Tod Ke Band e Kafan Mujhko Bula Lo Amma
Mir Hasan Mir ·
زخمی ہیں فاطمہ ٹوٹی ہیں پسلیاں
Zakhmi Hain Fatima Tooti Hain Pasliyaan
Zakhmi Hain Fatima Tooti Hain Pasliyaan
Mir Hasan Mir ·
یہ غُربتِ علی ہے
Ye Ghurbat e Ali Hai
Ye Ghurbat e Ali Hai
Mir Hasan Mir ·
قبرِ زہرا بنا رہے ہیں علی
Qabr e Zehra Bana Rahe Hain Ali
Qabr e Zehra Bana Rahe Hain Ali
Mir Hasan Mir ·
