Soz-o-Salaam

Tu Ne Hussain Khaak Ka (Rubaai) – Izhar Hussain Fathepuri 2022

Recited by Syed Izhar Hussain Fathepuri ·

Tu Ne Hussain Khaak Ka (Rubaai) – Izhar Hussain Fathepuri 2022

Roman Urdu

Tu ne Hussain khaak ka rutba badha diya
Tu ne hussain khak ka rutba badha diya
Zarraat e Karbala ka muqaddar jaga diya
Zarraat e Karbala ka muqaddar jaga diya

Kadmo’n ne teray dasht ko meraaj bakhsh dee
Kadmo’n ne teray dasht ko meraaj bakhsh dee
Farsh e zamee’n ko arsh e mo’alla bana diya

Tu ne Hussain khak ka…

Spotted a mistake in this kalaam — a wrong line, reciter or spelling? Suggest a correction

Related Kalaam