Tag Archives: Bibi Sakina (A.S)

Zindaan mein Sakina ko – Rizvia Party

Zindaan Mein Sakina Ko - Rizvia Party

Zindaan mein Sakina ko yaad aaya wo seena (x2).Jis seene pe soti thi (x2) masoom Sakina. Kar tars zara zaalim Baba ko na rouongi.Main godh mein maadar ki aaram se souongi.Be reham laeenoa’n ne (x2) faryaad suni na. Zindaan mein Sakina ko… (x2) Hai maut ki khamoshi taareeki ye zindaa’n …

Read More »

Ammu Bhi Gaye – Nadeem Sarwar 1983

Ammu Bhi Gaye - Nadeem Sarwar - 1983

Ammu Bhi Gaye Jis dum jalay khayaam-e-Shehanshaah-e-behr-o-bar. Aik bachi nikli khaimay se us dum barhaina sar. Jalta tha daaman aag se kapday thay khoo mein tar. Maqtal ki simt rukh kiye jaati thi noha gar. Sab ran mein ja ke reh gaye tanha hamain kiya. Aada ne cheeni chaadarain. Khaima …

Read More »