Bujh gayi pyaas chacha (x2) laut ke ghar mein aao (x2).Poori kardo ye dua (x2) laut ke ghar mein aao (x2). Bujh gayi pyaas chacha laut ke ghar mein aao. Jaanti hoon ke katay aap ke baazu ran mein.Aap ke baad bacha kya hai meray daaman mein.Kuch nahi karti gila …
Read More »Zindaan mein Sakina ko – Rizvia Party
Zindaan mein Sakina ko yaad aaya wo seena (x2).Jis seene pe soti thi (x2) masoom Sakina. Kar tars zara zaalim Baba ko na rouongi.Main godh mein maadar ki aaram se souongi.Be reham laeenoa’n ne (x2) faryaad suni na. Zindaan mein Sakina ko… (x2) Hai maut ki khamoshi taareeki ye zindaa’n …
Read More »Wa Hussaina – Nadeem Sarwar 1986-87
Wa Hussaina Darwaza-e-khaima pe liye haath mein kooza Abbas ka Shabbir ka wo tak-ti thi rasta. Behlaati thi dil apna wo de de dilaasa. Ab shaam hui paani liye aayainge chaacha. Phir khud hi woh kehnay lagi ghabra ke phuppi se. Darya se abhi tak mere baba nahi paltay. Aray …
Read More »Ammu Bhi Gaye – Nadeem Sarwar 1983
Ammu Bhi Gaye Jis dum jalay khayaam-e-Shehanshaah-e-behr-o-bar. Aik bachi nikli khaimay se us dum barhaina sar. Jalta tha daaman aag se kapday thay khoo mein tar. Maqtal ki simt rukh kiye jaati thi noha gar. Sab ran mein ja ke reh gaye tanha hamain kiya. Aada ne cheeni chaadarain. Khaima …
Read More »Chacha Main Aap Ki Turbat – Mir Hasan Mir 2017
Chacha Main Aap Ki Turbat Hai chacha Abbas (x3). Haaye. Aray jab dafn karnay aaye tan-e-paash paash ko. Abid pukaaray dekh ke Ghazi ki laash ko. Aray chacha main aap ki turbat bananay aaya hoon. Sakina ab bhi hai pyasi batanay aaya hoon. Chacha main aap ki turbat bananay aaya …
Read More »Dekha Jab Baap Ka Laasha – Mir Hasan Mir 2017
Dekha jab baap ka laasha to Sakina royi (x2). Shimr ne maara jo durra (x2) to Sakina royi. Dekha jab baap ka laasha to Sakina royi. 1. Minnatain karti rahi chor de baba ko mere (x2). Shimr ne haath na roka (x2) to Sakina royi. Dekha jab baap ka… 2. …
Read More »Qaid Khanay Say Sakina – Mir Hasan Mir 2017
Qaid Khanay Say Sakina Ki Ye Aati Thi Sada Haaye Sakina (x3) Haaye Haaye. Samajh ke Zehra sataya gaya Sakina ko. Kadam kadam pe rulaya gaya Sakina ko. Woh zakhm aaj bhi taaza hain. Pusht-e-naaka se gir rahi hai. Giraya gaya Sakina ko. Haaye Haaye. Qaid khanay se Sakina ki …
Read More »Ab Mujhe Koi Sakina – Mir Hasan Mir 2015-16
Ab Mujhe Koi Sakina Nahi Kehta Baba Baba mere baba (x2). Shah ki laadli jab qaidi-e-zindaan hui.Royi ghabrayi bohat aur pareshan hui.Qaid khanay ki ghutan maut ka samaan hui.Jaan lagta tha ke maasoom ki be jaan hui.Laash Shabbir ki maqtal mein tadap jaati thi.Qaid khanay se jo bachi ki sada …
Read More »Iss Baat Se Mehsoos Karo – Mir Hasan Mir
Iss baat se mehsoos karo kya hai Sakina. Abbas ke honton ka qaseeda hai Sakina. Aaeena-e-Zehra mein jo dekha tera bachpan. Har aks pukaara ke tu Zehra hai Sakina. Jo pyaas ke parcham ki Alamdar hai ab tak. Abbas ki woh pyari Sakina hai Sakina. Abbas ki nazron se koi …
Read More »Zindaa’n mein Sakina ye buka – Naeem Abbas Rufi
Zindaa’n mein Sakina ye buka karti thi ro kar (x2). Dum ghut-ta hai amma mera. Ab yaa se chalo ghar. Zindaa’n mein Sakina ye buka… 1. Kya andhera hai sujhayi nahi deta kuch bhi (x2). Haath rakhta nahi amma mere sar par koi. Aur chund roz mein mar jaoongi main ghut …
Read More »
Abul Hasan Lakhani About Everything I Love!