Tag Archives: lyrics

Meri Sakina Ko – Syed Raza Abbas Zaidi 2010

Meri Sakina Ko Neend - Syed Raza Abbas Zaidi

Meri Sakina Ko Neend Aa Rahi Hai   بانو یہ عابد کو بتلا رہی ہےمیری سکینہ کو نیند آ رہی ہے کہدو ہوائوں سے آہستہ آئیںکہدو پرندوں سے غُل نہ مچائیںکہدو اندھیروں سے واپس نہ جائیںجاگی ہوئی چین کچھ پا رہی ہےمیری سکینہ کو نیند ۔۔۔۔۔ شاید رسن کی اذیت …

Read More »

Kya Likha Fatima Sughra Ne – Mir Hasan Mir

Kya Likha Fatima Sughra Ne - Mir Hasan Mir 2016-17

Kya likha Fatima Sughra ne bataya na gaya (x2). Sheh se khat laasha-e-Akbar pe sunaya na gaya (x2). Kya likha Fatima Sughra ne bataya na gaya. 1. Sheh ne chaha to bohat zakhm magar itnay thay (x2). Laasha Abbas ka darya se uthaya na gaya. 2. Jab talak aa na gaye saaray sharabi tab tak (x2). Saani-e-Zehra ko darbar mein laaya na gaya. Kya …

Read More »

Aye Kul Ke Madadgaar – Ali Jee

Aye Kul Ke Madadgaar - Ali Jee

Aye Kul Ke Madadgaar Haaye Hussaina haaye Hussaina. Aye Haaye Sakina aye haaye Sakina. Ye rukhsat-e-aakhir hai pukaray Shah-e-waala. Aye Zainab-o-Kulsum Rabab aur Ruqayya. Tum sab pe salaam aakhri Allah ko Saupa. Lipti hui kadmo se ye kehti thi Sakina. Aye kul ke madadgaar madad karnay ko aao. Ya Fatima …

Read More »

Ab Aayay Ho Baba – Izzat Lakhnawi 1950-60 (Roughly)

Ab Aayay Ho Baba - Izzat Lakhnawi

Ab Aayay Ho Baba Wo karbala wo sham-e-ghariban wo teeragi.Wo Zainab-e-hazeen wo hifazat Khayam ki.Aaya wo ek sawaar kareeb-e-Khayam-e-Shah.Beti Ali ki ghaiz mein su-e-faras badhi.Ulti naqaab chehray se apnay sawaar ne.Paish-e-nigaah-e-Zainab-e-mazloom thay Ali.Har chand saabira thi bohat bint-e-Fatima.Be saakhta zubaan pa ye faryaad aagayi.Zainab ne kaha baap ke qadmon se lipat kar.Ab aayay …

Read More »